Santa Banta Jokes
1. Banta ek baar gaana gaate hue ja raha tha. Achanak woh jameen ki taraf jhukta hai aur wapas uthte hue kehta hai:
Pata nahin log kaisa thukte hain, lagta hai 50 paise ka coin pada hua hai.
2. Santa ek baar talaab ke kinare khada hua tha. Itne me use ek maindak (frog) dekhai deta hai. Santa maindak se kehta hai Aur bhai kya haal chaal hain. Yeh sunkar maindak pani me kood jaata hai. Santa kehta hai: Is me suicide karne ki kya jaroorat thi.
